Re: Farman…
kiya keh rahi hain.. naheen bhaee ![]()
Re: Farman…
kiya keh rahi hain.. naheen bhaee ![]()
Re: Farman…
Jao mai nahi bolti. ![]()
Re: Farman…
kioun zuban main kuch masla hai
?
Re: Farman…
tumka masla dimaghi hai ghaliban? ![]()
Re: Farman…
ap ko pata hoga.. ap tajarbaykar hain. dimaghi tajarbay ka shikar rahi hon gi ![]()
ps: waisay i think you meant Thumka?
Re: Farman…
haan haan bata do
pooray gs ko bata do
balkay pooray gs ko kia poori duniya ko hi bata do
sears tower k ooper charrh k dhindora peeto ![]()
Re: Farman…
sears tower i think thorra chota par jaye gaa:hmmm: naheen?
Re: Farman..............
^eifle tower k baray mai kia khyal hai?
Re: Farman…
sajal and dimaghi masaaeel
Re: Farman…
oh my oh my
mera bachpann ka khwaab ![]()
aap paris kay ticket ka intezaam karo… I am ready.
sunaa hai paris main sarrkain bhee sheeshay kee hoti hain, iss liye larka aur larki aik doosray ko pakar kar chaltay hain
???
Re: Farman…
larkay larki wali bat samjh mai nahi aye ![]()
Re: Farman…
aik khawateen digest type kee cheez shuru kartay hain.. kiya khiyaal hai?
meray bhee naheen aayi thee.. Atal-ul-Haq Qasmi kaa safarnama shoq-e-aawargi paRh kar aa gayi thee. aap bhee paRhna ![]()
Re: Farman…
yaqeenen guppans to is se bahir hain ![]()
Re: Farman…
ume wazeefah aunty ap hum say baat kioun naheen karteen ![]()
Re: Farman…
shaheen baji mein to aap se bilkul baat kerti hoon waisay aap baja hain naaa ![]()
Re: Farman…
main 7-8 saal say baja hee hoon… ![]()
Re: Farman…
oye tum logon nay aaj sona nahi hai?
Mujhe tau meri ammi subah subah 11 bajay aa k
utha deti hain. ![]()
Re: Farman…
Minaar o Pakistan ![]()
Re: Farman…
aap itni jaldi kiouN uthtee hain…
main tay aaraam say subah kay saarrhay bara kay baad uthtaa hoon