Faqat Aik............

Re: Faqat Aik............

Phir aap urdu kion bhol gaye? it was written in salees urdu :)

Re: Faqat Aik…

:smack:

Re: Faqat Aik............

^ readney k baad may ne b aisa kia thaa...

Re: Faqat Aik…

:hmmm:

Re: Faqat Aik............

andar, baahar se banda ek jaisa hogaa to uske qareeb aanaa bhii koii pasand nahiiN karegaa. gosht aur fat ke lothRe ke paas koii kaise aayegaa...

...haN, agar koii yeh kahe k jaise uskaa qaul vaise hii uskaa fe'l ho to Theek rahegaa!!! :)

Re: Faqat Aik…

Itna kya soch rahay hain ?

Re: Faqat Aik............


Aisy hi soch raha tha.........Undar ka kaisy pata chalay ga.........?Sirf Zahir k ba`ry mein hi jaan sakty hyn.......Agar koshish kryn to.