faloja

Re: faloja

is faloja nay tou apna falodda bana diya:) woh aysa hai kai aik cooking show mai ,,hubby nay sun liya kai yeh faloja powder dalnay say khanay ka maza doubala ho jata hai bus woh din aur aj ka din kai her store mai ja ker daikhtay hain,,,aur awazyain daytayin hai faloojaaaaaaaaaaaaaaaa,,kahan ho tum,,tou yeh the emukhtasar see kahani us faloja ki.......:)