Falak pay kesa ye chaand nikla

Re: Falak pay kesa ye chaand nikla

:hehe: **Lag raha hy ab main ny kuch post kiya tu phir yeh thread close ho jaay ga phir main kahan jaaon gi:rotfl:

PS: Is ka shajray nasab bata dyti hon Roshany zafar S. M Zafar (kissi zamany main Pakistan ky Attorney general rahy hain shaid) ki dukhtar Nyk Akhta Malika Pukhra ki nawasi Tahira Saiyad ki bhanji hy Awaz, ada naz o andaz milty julty nahi lag rha kiya:hmmm:
**