Re: faizy is flooding again
jee yeh baat to hai.. waisay hum aaty ho har rooz hain.. lakin app nahin hoteen…
chalain aaj baat ho gayee… or ab hoti rahay gee ![]()
waisay qusoor app ke bh nahin hai.
kaam kay ilawa or bhi kuch kar liya karian.. takh nahin jateen ap donoon
time to milta hai ap ko.. yeh to hum jantay hain.
achi baat hai