Re: Faiz
**donoo Jahan tere mohabaat mein haar kaay **
**woh jah rahha kay koi shaab-e-ghum guzar kay **
ek fursat-e-gunaaah mili wooh be chaar din
**daik’ain hum ne hoselay parwar’deegar kay **
duniya nee tere yaad se baygaana kardiaa
**tuj se dil faaraayb hai ghum roozgaar kaay **
bhulaay se muskuraa tu de’aay thay wo aj FAIZ
**maat phooch wal’walay dil-e-nakarda’ kaar kaay **
**P.s: is yoke mein App faiz shaab **ko apna kaalam bayzabni khud partay sunhain Gay
**Barba’de -e-dil Faiz jaabar nahi kisi pay **
woh dushman-e-jaan hai tu bhulla kyun nahii daytay