Faiz Ahmad Faiz

Re: Faiz Ahmad Faiz

Wah wah. :k:

chund roz aur meri jaan faqat chund hee roz
zulm kee chaaon mein dum lene par majabuur hain hum
eik zaraa aur sitam seh lein, tarap lein, roh lein
apney ajdaad kee miraas hai maazuur hain hum