facebook and khandani phadday

yea phir …

Hay’allah tum ne ‘ khabi sasss bi bahu thee ‘ k last episode daika , us mein shoba ne jo sari phenee thee , oiii maah , bas mein nee be keh dia Khalid se … janu next bday par mein bikul wayse hi saree loon gee

:cb: