~eXaMs~

Re: ~eXaMs~

nai :snooty:
aap nay pichla udhar bhi wapas nai kia - aap last week mairi parchoon ki dukaan say 2 paao anaar-daana udhar per lay gaye thay, podeenay ki chutni kay liye.
pehlay wo wapas karein :chai: