Ex-JI chief’s (Qazi Hussain Ahmed) anti-US remarks were for public consumption

Re: Ex-JI chief’s (Qazi Hussain Ahmed) anti-US remarks were for public consumption

Safaratkari ki dunya ka aur Pakistan ka sab say behtreen ambassador jisnay Pakistan main civil gov’t ko berone mulk main aik ala misal kay tor par paish kiya…

Jis jang ko larny kay liye amreekion nay paisa pani ki tarah bahaya… iss banday nay bohat achay tareeqay say civil governemt ki direction par woh jang jeeti hia… jiska khuab amreeki sadar sirf dekh sakty thay…

Hussain Haqqani PPP ka woh behtreen banda hai.. jiski misal ajj kay zamany main milna mushkil hia… salute to him.. Muhabe e watan…

tum jaisay choran faroshon say uska kiya muqabla…

jao…apny JI kay qazi kay maazi ko dekho… amereeki ghulam … dehshat gard…