us ke dil par bhii kari ishq main guzari hogi
naam jis nay bhii muhabbat kaa sazaa rakhaa hai
pattharo aaj mere sar pe barastay kyu ho
mai nay tum ko bhi kabhi apana Khuda rakhaa hai
ab meray deed kii duniya bhii tamaashaye hai
tum nay kya mujh ko muhabbat main banaa rakhaa hai
piijaa aiyaam kii talKhii ko bhii husskay “Nasir”
Gam ko sahane me.n bhii kudarat ne mazaa rakhaa hai