Aliyish
January 6, 2008, 6:31am
121
Re: ethical question...
aap koshish karlain hamain fail karnay ki, lekin ham nay bhi Intermediate Karachi board main record banaya howa hay, maximum numbers getter in Urdu in both 1st and second parts of inter, 78+ numbers :-p
meet me :) I got 85 ! Thanks to Chacha Ghalib :D
ATA
January 6, 2008, 6:39am
122
Re: ethical question…
uff Yeh larki … Chullo bhar paani main dubki nai lagatay, balkay chulloo bhar paani main doob kar martay hain, itna bhi nai pata :-p
yani chulloo bhar paani howa balkay KDA ka swimming pool hogaya or could Naiti-Jaiti ka pull at Keemari :s
kuch nai hosakta iss qom ka… (deewar pass laana zara, apna sar phorna hay)
ATA
January 6, 2008, 6:42am
123
Re: ethical question...
meet me :) I got 85 ! Thanks to Chacha Ghalib :D
ham nai khail rahay ... :-p bohat lambhi hogai :-D
waisay 85 are too much, I was told my Professor that above 65 in inter Urdu is excellent, I had 78+ in both parts :-p
zobia
January 6, 2008, 6:43am
124
Re: ethical question…
uff Yeh larki … Chullo bhar paani main dubki nai lagatay, balkay chulloo bhar paani main doob kar martay hain, itna bhi nai pata :-p
yani chulloo bhar paani howa balkay KDA ka swimming pool hogaya or could Naiti-Jaiti ka pull at Keemari :s
kuch nai hosakta iss qom ka… (deewar pass laana zara, apna sar phorna hay)
old ppl
baatain to aisay tar tar kertay hain
or deewar ko pass lanay ko khe rehay hain…jaisay deewar to noker laga hai in ka
Aliyish
January 6, 2008, 6:44am
125
Re: ethical question...
ham nai khail rahay ... :-p bohat lambhi hogai :-D
waisay 85 are too much, I was told my Professor that above 65 in inter Urdu is excellent, I had 78+ in both parts :-p
well any thing more than 75 + is excellent in Inter urdu but I m sure i got 80+ . Ghar Ja kaY check kar'Kay post karon Ga !
Aliyish
January 6, 2008, 6:46am
126
Re: ethical question…
Dewaar Nokar laga hota nahii hai
Sahee istaymal hai … **Jaysay deewar tu Nokar lagee hovi hai in ki **…
Dewar , muzaKar kab se hovi .. Paindooo production
ATA
January 6, 2008, 6:51am
127
Re: ethical question…
Its called… Naach na jaanay … aangan terha :-p
Old is gold
haan… me iz king of my castle, and every thing is my slave :-p
haan chek-laina, 8 kahee 6 na ho
and Zobz De Zobi,
seems to be from NWFP, wahan dewaar hotA hay
Aliyish
January 6, 2008, 6:58am
128
Re: ethical question...
haan chek-laina, 8 kahee 6 na ho ;-)
and Zobz De Zobi,
seems to be from NWFP, wahan dewaar hotA hay ;-)
Ab Yad'dasht iTne bi ga'e Guzri nahi hai :)
Zobo mobo kid ko chorain :) Aapp bi tu Behar se haiN , jahan Pain na bahta hai... na bahtee hai :)
wahan tu Pani Baa'haaaaaay hai ............ :p
zobia
January 6, 2008, 7:00am
129
Re: ethical question…
Its called… Naach na jaanay … aangan terha :-p
Old is gold
haan… me iz king of my castle, and every thing is my slave :-p
haan chek-laina, 8 kahee 6 na ho
and Zobz De Zobi,
seems to be from NWFP, wahan dewaar hotA hay
shuker hai things he hain
wasay to mujhay pathan khelwanay may koe aar nahi, lakin may nay deewar ko muzakar yehan k logoon sooch k hisab say kaha hai.
app khud apni aqal ko dawat dain or soochain k ager main mo’anus ka ziker keroon to us jumlay ka meaning kahan say kahan gha’seet lay jayeain.
ATA
January 6, 2008, 7:01am
130
Re: ethical question...
Ab Yad'dasht iTne bi ga'e Guzri nahi hai :)
Zobo mobo kid ko chorain :) Aapp bi tu Behar se haiN , jahan Pain na bahta hai... na bahtee hai :)
wahan tu Pani Baa'haaaaaay hai ............ :p
Hain Hain Hain... :s
na bhai na, me **not **from behar bhai, yeh galat khabar kiss nay phaila di :s
Allah maaf karay :s
ATA
January 6, 2008, 7:04am
131
Re: ethical question…
shuker hai things he hain
wasay to mujhay pathan khelwanay may koe aar nahi, lakin may nay deewar ko muzakar yehan k logoon sooch k hisab say kaha hai.
app khud apni aqal ko dawat dain or soochain k ager main mo’anus ka ziker keroon to us jumlay ka meaning kahan say kahan ghuset lay jayeain.
Zobi BB… mafi :s … aap Urdu par reham karain
I wish I could LISTEN you speaking this kind of Urdu thing :-DDD
PS: gtg, laters guys
LP
January 7, 2008, 12:34am
133
Re: ethical question…
i get ppl commenting @ my urdu too sigh