Entertainment key musalmani tareqey

Re: Entertainment key musalmani tareqey

to phir aap ko kya chahiye :naraz:

aisa karain, dafli bajain, since string instruments aren’t allowed. saath main dafli wala gana gain, laikin sami yousuf ki awaz main.

Re: Entertainment key musalmani tareqey

main nargis aur deedar ki collection tv par lagata hooN, magar tv par agay kaala kapra dhak kar, taa kay kuch nazar na aye.

Warna aur bhi tareekay haiN, magar wo mai muft nahi pata sakta.