What a racist pigheaded thing to say. I hate this holier than thou attitude.
I know a lot of Angrez who have more chastity than a lot of Pakistanis.
Aap ko pata hai Pakistan mein aaj kal kya kuch ho raha hai? 90s ke Pakistan mein aur ab ke Pakistan mein zameen aasmaan ka farq hai.
Bachey baazi (Allaah bachaaey masjidon mein bhi), zinaa (larrkiyan raat ko walideyn ko neend ki goliyan khila kar larrkon se milne jaati hain), jism faroshi…
Kabhi kabhar mujhe lagta hai ke yeh Angrez Musalman to nahi hain lekin inn mein ham se zyada Islam hai (humanity, charity, animal-rights, childrens rights, womens rights etc.)