Re: End of a drama you liked / disliked most?
Abhi to Aangan Terha aur Tanhaiyya jese dramay ki baat ki hi nahin hmne… wo hamne repeat main dekhe thay
kyunke jiske inki original episodes telecast hui theen…hm bohaaaaaaaaaaaaaat bachaay thay… Koi mujhay yaad dilaayega PTV ko dopahar 3 bajay ke qareeb qareeb kabhi kabhar aiuk cartoon ata tha, lambi naak walo ka… mm… un characters ka jo kabhi kabhi pink panther main bhi aatay thay chhotay qafdd walay… please please please koi mujhay us cartoon ka naam bata do… wo I think bagher kisi dialogues ka tha…