End of a drama you liked / disliked most?

Re: End of a drama you liked / disliked most?

kia yaad dila diya, taan sen main Zeba aur Adnan thay naa… sahi se story to yaad nahin kyunke bachhay thay… but jhalkiyan abhi tak zehen main naksh hain… :slight_smile:

:lifey: yar sahira kazmi ka aik drama aur bhi to tha jisme adnan siddique aur sahira kazmi ki apni beti thi aur wo… kia naaaaaaaam hayyyyyyyyyyyy… wo jo sitara aur mehrunnisa main aai thi??? wo bhi thi, wo sahira kazmi ki beti ko nazar aya kerti thi… wo I think rooh thi… konsa drama tha wo??