Re: :: Ek shair… ::
aray mujhay yahoo k smiles yaad hain. ab jab main wo yahan dalti hoon to kuch or hi nikal aata hai. i likke the shair bohot acha hai.
vaisay waqayee yay soochanay ki baat hai k mar gay to kaisay pata chala k wo wuzu ker rahay thay.