INSAN: thanks dude for opening such a tite thread for me⦠chummi Allah karay tumhari jaldi tumharay pass aa jayee agar naa ayee to side main karoo.. number 2 ko bulaoo good luck
khala jaan yaa 1980 ka zaman nhai hey 2005 ka hey jab koy bacha pida hou tha hey to pheley word jo is ke mun se nikal ta hey āgirl friendā ya āboy friendā
abay jaa player kisko bolta hai.. main bhi to shadi kar raha hon.. koi chakkar to nahin chala raha.. kameenay shadi karna to bohat achi baat hai waisay aik hai NJ main .. baat karwaoon ???
nhai bahi mehrbani mey pheley se kese ko haan khey choka houn aur wasey NJ waley kafi rush life guzertey hey pata chala s ney mugha rush ker dala .
wasey app ney achha tareeqa dhoonda hey larki pasand na aye to chor diya aur phier khey they mey shadi kerha houn . lagtha hey kahala jaan ko bula na parey ga
soch lo aupney baat se mat badl na . arey miyan attia ko chor diya tum ney kitna roye bicheri but app. wasey ek baat batey jo app current wali is ka kone sa number hey i mean is pheley kitney appp rafu chakakr ker diya hey ???