Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
aazmaish shart hai ![]()
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
aazmaish shart hai ![]()
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
hmm JANWAR G ab hum kiya kahain aap to humesha humain lajawaab ker dete hain aur yeh jo aap ne beyan kiya hai yeh bilkol haqweqat hai hum lerkiyan wa-k he kisi marad pe agaz main bherosa nahin kertin mugar lashori tor per kerna chati hain aur hum humesha os he waqat k intazaar main rehte hain k kub woh lumha aa a ga k hum es shakhas pe bherosa kerain ge aur baaz okaat hum os he intezar ko aapnay hathoun bohat juldi khtum ker dete hain aur es juldbazi main bohat se nuksaan bhi uthati hain hum ne a-say ka e wakeyaat aapni ankhoun k samnay hotay dekhain hain
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
hmmmmmm yeh to hum bhabhi se poch he lain ge ![]()
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
pehlay bhabi tou dhoondo meray liay ![]()
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
awwwwwwwwwww KOI BAAT NAHIN BHAI JANI Dunya main andhoun ki kami nahin hai hum aap k liye koi na koi dhond he lain ge :halo: (i hop aap ko humara mazaak burta laga ho)
TC wid love Cute Swee2:Pretty:
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
kion keh app bhut siyani hain ![]()
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
chalo andhi hi dhoond lou per woh blind nahi honi chahiay ![]()
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
itna na ghoomo sar mei dard ho jae ga :p
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
os ka to pata nahin Lekin sab kuch nach
rach raha hai mere samnay:mudhosh:
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
chalo baita ab side mei ja kar beith jao aru thora aaram kar lo kaheeN chakra kar gir hi na jao ![]()
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
CUTE SWEE2 CHAKRA K GIRING AUR PHIR UTH K AAS PASS DEKHING AUR AB SAB SE POCHING
** Main Khaaan houn?
Aap sab log koun ho?
**
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
![]()
oie amma, doctor uncle she lost her memory ![]()
bash her head with hammer.. shayad filmou ki terhaN CS ki yaddasht bhi wapas aajaey ![]()
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
ghalat
u should trust ur hubby with ur life
and u shoudbe look at bachelors:p
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
^no no filmon main to larki daikh kay memory wapis aati hai
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
filmain are haraam as well:D
sharara shararaaaaaa
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
^and u can have a laal dupatta to go w/ the sharara
laal dupatta urgaya mera hawa kay jhonkay say
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa!!! Kis kisam k doc ho tum mummy Imran G aapne jesay doc la ker mere pe zulm ker rahain hain ![]()
Re: ek atal Haqeqat aap ki nazar
eeeeeeeeeeeeewwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww:yukh: yeah 2005 hai 1953 nahin hai ![]()