I am very real CC, welcome to GS :![]()
![]()
ji citroo, main dekh rahi hoon ke dil kahaan lug rahaa hai tumharaa aaj kal.
Flooder-e-Azam to bohut hi baRa flirt nikla, abhi oos roz mujh ko uRan khatola bhijwa raha thaa, ab tumhaaray saath lehek lehek ke baatain ker rahaa hai
Niki, wo asal main japan walay se chat ker rahi thi MSN pe