Eidi for all the guppans of GS!

Re: Eidi for all the guppans of GS!

chal bay… yeh puranay naam wali auntiyaan nahin hai mere :stuck_out_tongue:

bhai main to aik shareef insaan hon.. playa kahan… agar hota to yahan nahin hota tumhare saath bachiyaan utha raha hota :halo:

main sirf khana khanay jaa rhaa hon :naraz: