Sahib Merey Pass Recording ka Saman Nahee warna Ap Merii Dilkash Awaz sey Mehroom Na Rehteen, Jahan Tak Eid Main Tabdilee Ka ta’aluq hey, pehley Hum cycle pey GolGuppey Khaney Jatey they, Ab Bus pey jatey hain…Pata hey kia, wo Golguppon wala door chala geya hey, Rahey Hamaray Halat Wo Joon key Toon hain.