Re: Eid-Ul-Adha - Hajj-E-Akbar - (Oct-Time Pass)
mazay Ho JaiN Ager Koi Churail Aashiq Ho jay ![]()
waisey mairay aik dost par thi aor uss ka poora khandan mairay dost kay walid kay pass Rishta Manganay bhi Aaya tha ![]()
woh sirf uss ko aor uss kay Walid ko nazar aati thi