Re: Eid-Ul-Adha - Hajj-E-Akbar - (Oct-Time Pass)
Hum kab kahe k koi chhokri Humre chhokre(Muqa thakur) ko le k bhaag nikli:hayaa:
Humse to kaha gaya tha k Aap k message ponchana hai
woh message itna tueel na tha jitna tueel Aap ka ghareeb khana
lihaaza Humne us ko tool diya aur maktoob Aap k hazoor paish kar diya
ab Aap ne us se kiya taasur liya us se Humein koi sarokaar nahi
bhala qaasid ka is se kiya lena dena
Hum ne Apna kaam khush asloobi se kiya yehi kaafi hai:sunnyboy: