Eid-Ul-Adha - Hajj-E-Akbar - (Oct-Time Pass)

Re: Eid-Ul-Adha - Hajj-E-Akbar - (Oct-Time Pass)

rukhsati main makhsoos aur qareebi log aate hain, so no shadi hall… ziada tar ussi shehr se hote hain, apne gharon se kha ke aate hain.. baqi jo mehmaan hote hain unko wohi khilaya jata hai jo ghar wale khate hain.

jis ko khana hoga wo laRke ke waleeme main phoR le ga