Re: Eid-Ul-Adha - Hajj-E-Akbar - (Oct-Time Pass)
Sahi
to fir Hum sahi report diye hain
theek to matan kuch yun hoga
aadha kilo cheeni deRh kilo khatte aam
muqa badmaash ki taraf se Ashraf ul Malk k naam
ek dafa aa ja gs pe khilaaon ga tujhe badaam
kahan rehta hai jo bhool jata humse karna kalaam
agar naa aaya tu kal ki shaam
to likh le humri taraf se aakhri salaam***
dekhiye kaisa hai koi tarmeem koi chummi dena chahein to…Aap sochiye
tab tak Hum beeRi sulgaa lein:sunnyboy: