Re: Eid-Ul-Adha - Hajj-E-Akbar - (Oct-Time Pass)
yeh aap logoN ko mahngaa yaa sastaa lagtaa hai? sastaa to lagtaa hai kiuN k aur cheezoN kii qeemat dekhte huye yeh ziyaada nahiiN lataa. kia Khayaal hai?
yeh ‘Fair Usage Policy’ kia hai? kia iskaa matlab yeh hai k aap kisii paRosii ke saath share nahiiN kar sakte?