EID MUBARIK... :D

Re: EID MUBARIK… :smiley:

unko chorein KKF Paa ji.. ab to baRi Eid bhi guzar gai… apni Shaadi ka sochein aur fatafat chajje wali ko dhoond ker mere se ohh i mean molvi se nikkah parhwa lein

kehte hein ke har aane wali Larki apne shohar ke liye mufeed hoti hai :omg:

so plzzz jaldi karein… :biggthumb: