Eid Mubarak

Re: Eid Mubarak

mujhay bhi koi bataoo kaha say larhy ho ye sub :bummer:

Re: Eid Mubarak

:fatee:Chori kiye hain chor batatay thorai hain k kahan se chori kiye hain!

Re: Eid Mubarak

"Udasiyun ki yeh shaam aur yaroon ka yeh saman,
apni palkoon pe har giz sitaray na laingey,
rakhna sambhaaal kay tum chund khusiyaan meray liye,
main loot kar aoongy phir Eid manaigay"

Re: Eid Mubarak

kafi smajhdaar choor hain … :cb:

Re: Eid Mubarak

**Truely Comes From My Heart :teary2:**

Dastuur Hai Duniyaa Kaa Magar Ye To Bataao
Ham Kis Se Milein Kis Se Kahein ‘Eid’ Mubaarak

Re: Eid Mubarak

Dekhaa Hilaal-e-Eid To Tum Yaad Aaye Is Mahviyat Mein Eid Hamari Guzar Gayi

Re: Eid Mubarak

http://www.uploadgeek.com/uploads456/2/h.gif

Re: Eid Mubarak

Re: Eid Mubarak

its cute shab :k:

Re: Eid Mubarak

thanks sid :)

Re: Eid Mubarak

Re: Eid Mubarak

May ALLAH give all of you a rainbow for every strom, a smile for
every tear, a promise for every care, a blessing in each
trial and answer to each of your prayer Wish All of You A very happy EID
Be happy and keep smiling always

*Eid mubarak to All of You *

2 Likes

Re: Eid Mubarak

subhan allah

Re: Eid Mubarak

Beatiful card BB ap ko b bohat bohat eid mubaRak ho :slight_smile:

Re: Eid Mubarak

me ko kaho na eid muabRak sid eid pe rotey keon ho nanay bachon ki taRha:)

Re: Eid Poetry

keoN ap ko b wahan jana hai kia :stuck_out_tongue:

Re: Eid Mubarak

shabo mehnat ki hia lainay maiN ap be kaRo ja k na :stuck_out_tongue:

Re: Eid Mubarak

khubsurat imge tahreem ap ne kahaN se choRi kia :stuck_out_tongue:

Re: Eid Mubarak

Beautiful :frowning:

Re: Eid Mubarak

another Beautiful peice tahreem :slight_smile: