Eid milnay ke tareekay ...

Re: Eid milnay ke tareekay …

Wo to baad ki baat ha pehlay to wo adha ghanta apas ma laraye keren gi. Aik kahe gi ye tumhari galti ha dosri kahe gi nai tumhari. Phir rola dalen gi ke makeup kharab ho giya. Phir unhen khial aye ga ke koi tesra banda tha jis ne dhakka diya. Us waqt tak wo larka kahan tehray ga un ke pass :smiley: