Eid ka din hai.....

Re: Eid ka din hai.....

^ lol yaar abhi meri taraf se apnay aap ko de dena, baad maiN maiN hisab chukta kar doNga na.

waisay soye kyoN nahiN raat ko? :-| kiss ke saath thay? :-|