Eid ka din hai.....

Re: Eid ka din hai…

Black mambay dekh bhai mai poori raat ka nahi sooyah howa , or abhi tak jag raha ho or appna Temp aik dum oper jaaa rela hai , dekh appun ko gussa nahi delanay ka , or jaldi say appni pocket halki karnay ka warna du kia kan kay neechay :bash:

but but u r my elder bro so i love u bro :hug: but eidi chaheyah mujh ko :crying: