ab aap apna case clearly nahi batayeingay tou phir hamara is mein kiya qasoor. hum tou topic starter ko jawab de rahe thay beech mein aap tapak pare apni bipta le kar.
khair hum itnay boray bhi nahi keh ‘TAPAK PARAY’ bohut bezarar or masoom se langoor hain. waisay hi yeh post daikh kar khayal aya ke din ziyada hain zara tariqe se poch kar rehnay ki koshish karte hain. warna sheh’ron ka kia hay kisi bhi bup/bar/club ya backpackers place main guss jao din kia haftay mahine par laga ke urr jain.
Nawazish aap ne link post ki, ba khuda hum sharminda hain .. humari waja se aap ko inti zehmat utthani parri.