Re: ehsan bhai
bhai,
maiN aaj kall chamchoN kee race maiN hissa lenaY kee taiyaari kar rahaa hooN
dau chaar dumble shumble bhee uThaa letaa hooN abb tau ![]()
aik din baRaa ho kar maiN duniyaa kaa subb saY naamwar chamchaa bann kar Dukhi insaaniyat kee khidmat karooN gaa ![]()