Re: Eggs
aur kiya… kaheeeeeeeeeeeeeen na kaheen say to khoon saabit hoga na ![]()
khair, sab hee andon main omega3 hota hay yaar.. for some reason (maybe recycling perspective) i dont like clear packaging.. mainay to chicken ka piece bhi paper towel main lapait kar rakha tha.. khatoon nay sandwich bag main daal diya..
moonh chalaaying i wonder ye salad bachi ya khatam ho gayi.. niyamm niyamm niyamm