Re: easy visa honeymoon spots..
aate to bahot haiN magar:
-aadhiyoN ko** Bhabhi** reject kar detii haiN k qad kii chhoTii hai
-aadhii Bhai reject kar dete haiN k qad kii lambii hai
baaqii to kuchh bachii nahiiN jin meN se maiN koi ek chun letaa! ![]()
firangistan kaisa lag rahaa hai?
aapke avatar kii aaNkh kii palkoN se lagtaa hai k inglistan meN aapkii palkeN baRii ho gaii haiN! ![]()