Earthquake in pakistan..

Re: Earthquake in pakistan..

Kuch samjh hi nai araha k konsa gam bara hay aur konsa chota... kiss ko daikhain kiss kandha dain aur kiss ko galay say lagain...sab hi to apnay hain wahan

Allah bass reham karday aur un sab ko sabar Ata karday...kuch wapis nai ayagaa... lekin sabar ki dua to karsaktay hain ham un sab k liay...

love you so much naina, may Allah give my this sister a long and healthy life with all her family and loves ones... aamin summa aamin

hugs