Dur fitay mounh

Re: Dur fitay mounh

ji mera to kafi achi tarah say fit-hay-moonh...
main nahi kehta, logon say suna hay :s

Re: Dur fitay mounh

Assalam-o-Aliekum ..kaise mizaaj hain aaj ki date main aap sab logon ke ?

Re: Dur fitay mounh

W'salam bhai ji :-)
aaj ki date? astaghfaar bhai ham shareef hain... :-(

waisay aap kaisay hain ;-)

Re: Dur fitay mounh

^Alhumdulillah im fine too..rahi baat shareef wali woh tu aap hain mashAllah say :)

Re: Dur fitay mounh

un kay aa janay say jo ajate hay chehray per ronaq

*Samjhtay hain baymaar ka haal acha hay *

Re: Dur fitay mounh

Wa salam and Dur fitay mounh.:cb:

Re: Dur fitay mounh

aye lou :smack:

jaan bujh kar cherti hai :hoonh:

Re: Dur fitay mounh

Kisay? Main nay to koi naam naheen likha?:hoonh:

Re: Dur fitay mounh

aik hi banday ko aaj kal tung kar rahee ho!!

Re: Dur fitay mounh

Kaun? :aj: Mujhay bhi to pata chalay?:teary1:

Is

Re: Dur fitay mounh

kis ko cherti ho :D :p

Re: Dur fitay mounh

:aj: Kaun?

Re: Dur fitay mounh

hai koi ;) :p

Re: Dur fitay mounh

:rolleyes: