Re: Dur fitay mounh
O nice
100/100 u r pass
mubarakaan
Re: Dur fitay mounh
O nice
100/100 u r pass
mubarakaan
Re: Dur fitay mounh
who me nahi. chitteee
Re: Dur fitay mounh
JANABAY MUHTARAM Mr. Bizzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz sahab
zara baat ko suljhaa dain bari ulaj gai hay dimag main meray
Re: Dur fitay mounh
kia aapko farsi aati hey?
Re: Dur fitay mounh
Dada Iqbal ki aik Farsi nazam bama tarjama hazir hai. Sayyedna Mohammad:saw: ka aik waqeya likha hai.
Dar masafi paish aan gardoon sareer
(Zamanay nay aisa palta khaya)
Dukhtar-e-Sardaar Ti* aamad aseer
(Ti kay sardaar ki beti ghulaam bana li gayi)
Pa-e dar zanjeer wa hum bi parda bood
(Paoon main zanjeer thhi ayr woh bay parda thhi)
Gardan az sharam-o-Haya kham karda bood
(Us nay apni gardan Sharm-o-Haya say jhukayi howi thhi)
Dukhtarak ra choon Nabi :saw: bi parda deed
(Sardaar ki beti ko jub Rasool ullah :saw: nay bai parda dekha)
Chadar-e-Khud paish rawi oo kasheed
(Apni chadar uskay chehray (wajood) par phela di)
Ma az aan Khatoon-e-Ti Uriyaan tareem
(Agar Ti ki yeh khatoon bay parda rahi)
Paish-e-Aqwaam-e-Jahan bi chadaraim
(Aanay wali tamam Qaumain bay parda aur bay libaas rahain gi)
(*Qabeela Bani Tay ka sardaar Hatim, jo apni fayazi ki wajah say mashhoor thha)
Re: Dur fitay mounh
Bizz, mujhay to aati hai. Aya shuma zindan gufti ra zaban-e-een.
Re: Dur fitay mounh
Mujhay Farsi nahi aati
I wanna learn: Arabic, Farsi, German
i could only read the translation. :k:
Re: Dur fitay mounh
**Bizz **Farsi aati tu nai magar itna yaad haad hay k BA main upto 85 marks thay meray farsi main
**OMG **Very nice
Re: Dur fitay mounh
or wo b out of 100
Re: Dur fitay mounh
Ok.
Re: Dur fitay mounh
**OMG **Very nice
Main nay bhi college mein hi parhi hay, char saal. Aur meray bhi itnay hi number thay. Waheen say seekhi hai.
Thanks.
Main ratta naheen lagati, jo pardhti hoon, samajh kar pardhti hoon.
Re: Dur fitay mounh
Mera Ratta bara fit tha
Re: Dur fitay mounh
Tabhi bhol geya. Ainda ratta na lagana.
Re: Dur fitay mounh
![]()
Re: Dur fitay mounh
Che bood?
Re: Dur fitay mounh
:-|
Re: Dur fitay mounh
menu farsi nai andi ![]()