Darta hun maut sy magar marna zarur hy ,
Larazta hun kafan sy magar pehenna zarur hy …
Ho jatahun ghamgeen janazy ko dekh kar ,
Lekin mera jinaza bhi uthna zarur hy …
Hoti hy kapkapi qabron ko dekh kr ,
Par muddaton is qabar mein rehna zarur hy … !!! 