Duniya KE musafir

Re: Duniya KE musafir

Darta hun maut sy magar marna zarur hy ,
Larazta hun kafan sy magar pehenna zarur hy …

Ho jatahun ghamgeen janazy ko dekh kar ,
Lekin mera jinaza bhi uthna zarur hy …

Hoti hy kapkapi qabron ko dekh kr ,
Par muddaton is qabar mein rehna zarur hy … !!! :frowning: