Duniya badal gaee

Re: Duniya badal gaee

Dunya badl gaee, meiree dunya badl gaee
raat ko, ya din ko, wohh jeb bhi mila
door hi raha, paas na aa saka kinara –
khood paas aa ker nao, is keye kinaraye na lug sakii
meiree dunya badl gaee

bohet dukh dukh ki baat hey, bata chukee sarey zamaney ko mey
apni kho chukee kushee, kisi ki hawis keye bahaneye
meiree kerwahet ender hi ender is ko zaroor bey hed meethee lugi
meiree dunya badl gaee
Dunya badl gaee, meiree dunya badl gaee