Re: >> DUBAI Waaloo…
Jeeeeeeeeeeeee…![]()
Abhi to meray hansnay khailnay kay din hai Aanti Jeeee…![]()
Abhi meri umr hi kia hai…![]()
Or waisay bhi…
Main to ek shareef bacha hooon…![]()
KSA chala bhi gaya to kia…![]()
Aapnay woh suna nehee:
**Hathi kay daant khanay kay aur, dikhanay kay aur… :yukh:
**