Dubai Guppies Wanted

Re: Dubai Guppies Wanted

Tau aap unn kay saath wo wala saloook kernay ka liye res main…:smiley:

Re: Dubai Guppies Wanted

aap kyon itna curious ho rahay hain :aq:

what are you up to - bill nai pay karna ya phir plate aur chamachay chori karnay ka plan hai.??.. :aq:

Re: Dubai Guppies Wanted

Lagta hai kafi exp hain aap ko in sab kamoom ka :wink:

Re: Dubai Guppies Wanted

:fraudia:

Re: Dubai Guppies Wanted

Ali Baba …:smiley:

Re: Dubai Guppies Wanted

40 choroon ko bhool gaye kia....

aap ko tu yaad hona chahyie na, apnay saathiyoon kay baaray mein :p

Re: Dubai Guppies Wanted

okay …can i ask a dumb question here…
app log ek dosray ko pehchanoon ge kasiay :cb:
i recommend aap sab log haath main gulab ka phool le kar aain

Re: Dubai Guppies Wanted

aray jab ham apnay sardar koo nahin bholay tau sathiyon ko kaisay bhool saktay hain ...... waisay khobsorat logon ko ham kabhi nahin bholgay:Pretty:

Re: Dubai Guppies Wanted

waisay aap say dumb question ki hi ummed thee.

agar aap ayen tau main aap kay liye tau zaroor :sheen: lay hi aaon ga.

Re: Dubai Guppies Wanted

achaaaaw. tu wo walaa chor aap hain ju sardaar ki ashrafiyoon waali thaili chori kar kay bhaag gayaa tha :aq:
kidhar hai :emmy:

Re: Dubai Guppies Wanted

aap ticket ka intezaam kijie hum issi bahanay dubai ghoom leinge:hoonh:

Re: Dubai Guppies Wanted

wo tau main nay aur sardar nay mil ker drama INSURANCE Claim kernay kay liye kiya. tha 90% tau sardar ka hissa tha uss main.

Re: Dubai Guppies Wanted

ab sab intizaam main hi karon :grumpy: . main tau samjha tha kay dono taraf hai aag barabar lagi hui:D .

Re: Dubai Guppies Wanted

:lahol:
wo bhi yehi samjhtay hain:naraz:

Re: Dubai Guppies Wanted

achaa achaaa theek hai… :fatee: …raaz ki baatein khulay-aam nai kartay

me off now :wave:
enjoy your dubai meet

Re: Dubai Guppies Wanted

kiya karen iss omer main aisa hi hota hai:bummer:

Re: Dubai Guppies Wanted

ok thanks

Re: Dubai Guppies Wanted

:shoaby: So guys date and time for Dubai GS Meet May 2007 is :shoaby:

:insha: Thursday 17th May at 8:00 P.m. Sharp in B.B.Q Delight Restaurant near Lamcy Plaza, Bur Dubai.

Shoaib Bhai already confirmed this date and time.
Deep_Ocean is also gonna join us this time. Its rock.
What other guppies think ? Do let me know.

Re: Dubai Guppies Wanted

That’s great. most welcome.

Re: Dubai Guppies Wanted

oo ji ki gal hai mirja ji great tay tussi hooo