Re: Food photography
Issay kehtay hain mazay ka khaana daikh kar raal Tapakna.
Pastry to mairi bachpan ki kamzori hai.
Puraanay waqton main ( I am not that puraana :halo:) Pakistan main pastry vaalay tin kay trunk main delicious pastry laaya or baichaa kartay the.