Dreamers - AagTv?

Re: Dreamers - AagTv?

aray, iss main kia samjh main aanay wali baat nahi hai.
aik larka aik larki ko itnay explicitly line mar raha hai.
bewaqoof larkian to in baton main ajati hain.
kissi bhi lihaz yeh baat munasib nahi hai, na hi hamari tehzeb, na mashra, na mazhab iss bat ki ijazat daita hai..