Re: Dramataic Dialogs
hahahhhhhhhhhhhahaah ![]()
Re: Dramataic Dialogs
hahahhhhhhhhhhhahaah ![]()
Re: Dramataic Dialogs
^
Kyun peete ho itna ke bardash hi naa kar paao…
Re: Dramataic Dialogs
Mein jeeta hoon kyun ki mei peeta hoon...:(
Re: Dramataic Dialogs
Paro ke naam se bhara huwa hai yeh paimana, jhalak jaaye ga ![]()
Re: Dramataic Dialogs
kaal jo pee thee ajee yea tu us ka nasha hai
tumhari qasam aj pee he nahii
Re: Dramataic Dialogs
^ Har qasam se bari hai qasam pyar ki
Re: Dramataic Dialogs
paro, mei tumhare bachey ka baap banne wala hoon ![]()
Re: Dramataic Dialogs
per kia kray chandaer mukhi aik paroo ki yadd hay jo hamay hosh bhi nahi khonay deti, q ati hay uski yadd hamay inta penay k bad, q? q?
Re: Dramataic Dialogs
hum tumri jaan mein itna ched karenge itna ched karenge…confuse ho jaoge ki..saas kaha se ley aur pade kaha se..
Re: Dramataic Dialogs
err is “pade” what i think it is? ![]()
Re: Dramataic Dialogs
haha indeed
Re: Dramataic Dialogs
Reha you da man
Re: Dramataic Dialogs
Inspector sahab, kamini se yaad aya.. aap ki biwi kesi hai?
Re: Dramataic Dialogs
Nahi Basanti Iin Kutton Ke Samne Mat Nachana
Re: Dramataic Dialogs
Kharay kharay munh kia dekh rahi ho, jao sab ka munh meetha karwao
Re: Dramataic Dialogs
Kharay kharay munh kia dekh rahi ho, jao saab k liye chai bana k lao
Re: Dramataic Dialogs
Seth Dharam Prashad, apki beti hamare kabze mein hai!
Re: Dramataic Dialogs
^ Agar meri beti ke jism pe ek kharaash bhi ayi na, toh khoon ki nadiyan beh jaayen gi samajh leyna thakkur! ![]()
Re: Dramataic Dialogs
Molvi sahab Molvi sahab meri sharaab chhurwa deejiye
Allah ke liye meri sharaab chhurwa deejiye
Police walo'n ne pakar li hai .............. chhurwa deejiye
Re: Dramataic Dialogs
Bohat khushi ki baat hai beta. Le, yeh parshaad kha ley!