Re: Dramataic Dialogs
putho bhalo duhdoo nahao…saath bachon ki maa banoo
Re: Dramataic Dialogs
putho bhalo duhdoo nahao…saath bachon ki maa banoo
Re: Dramataic Dialogs
yeh lo, mooh meetha karo beta! ![]()
nahi maa ji, aaj karwa chaud hai. :o
Re: Dramataic Dialogs
Why are you fasting? Aap ki begum ko kerna chaihiyay while you put up your feet on the ottoman with your tondh out and watch Munni Badnaams et al ![]()
Re: Dramataic Dialogs
^ Mainay bhi aapkay liye aaj apna pehla karwa chauth ka vrat rakha hai..chand jab niklay ga toh mein aapkay haath se pehla niwala aur pehla ghoont longi.
![]()
Re: Dramataic Dialogs
Jab chand nikley ga to mey confuse ho jaoon ga…kis taraf dekhoon ga…aasman ki taraf ki tumhari tarf…chandni…
?
Re: Dramataic Dialogs
jab tum muskarati ho, ek dam bandar lagti ho.
wait, that wasnt it...
Re: Dramataic Dialogs
mujhay apnay achal mien chupa lay...
Re: Dramataic Dialogs
acha mauqa hai, aaj hee zaher dai dai iss ko …
Re: Dramataic Dialogs
Gina, look what Queer is saying to you ![]()
Re: Dramataic Dialogs
beta jee tum wo alphabets kee taraf daikhoo…nazer kafir kamzoor lagh rahi hai …
Re: Dramataic Dialogs
acha mauqa hai, aaj hee zaher dai dai iss ko ....
Raabert, is ko duster sey maar do...marr bhi jaye ga aur mitt bhi jaye ga!
Re: Dramataic Dialogs
mujhay apnay achal mien chupa lay...
aaj kal kee lerkyoon ka "anchal" kafi chota ho gaya hai ...aur larkoon ka size bara (dur to Mc Doubl), mushkil hai anchal main chupna...
Re: Dramataic Dialogs
^^^ That calls for a new thread in Fashion and Booty ![]()
Re: Dramataic Dialogs
Paree Haat Baisharam..Koi deeklaiga tu?![]()
Re: Dramataic Dialogs
sneaking up and watching...taali bajao-ing and calling other aunties
Re: Dramataic Dialogs
tu kehan … munni badnaam hui, darling tere lyie … ![]()
Re: Dramataic Dialogs
mei yeh ehsaan zindagi bhar nahi bhoologna! ![]()
daktar saab, inhe kya hua? ![]()
exxident mei inki yaadgaasht kho gayi hai ![]()
mei kahaan hoon? _
Re: Dramataic Dialogs
Mujhe dunya walon ki koi parwa nahi pushpa
Re: Dramataic Dialogs
aaj kal kee lerkyoon ka "anchal" kafi chota ho gaya hai ...aur larkoon ka size bara (dur to Mc Doubl), mushkil hai anchal main chupna...
I always wondered how see through anchals were used for chupna.
Re: Dramataic Dialogs
Pushpa mar gayi. Usney khud khushi ker li jab tumhari mohabbat nahi mili…![]()
Queer saab aap toh itni jaldi ehsaan bhool gaye…ehsaan faramosh! ![]()