Re: %Doobti Naiyaa%
lagta hay tum bari ho rahi ho
achi baat hay tamam sections mein jaya karo aur post increase kar kay kia karana hay ![]()
Mujhay panay Pind kay babay yaad aa gain hain
jo kahtay thay hamaray zamany mein poodenay ka 20 murabay par bagh hotay thay, hum 20 feet wall par baghair hath lagai charh jatay thay ![]()
mein nay dikha to woh thread lock hotay hoye
:shoaby:
buhat maza aata hay mujhay jub koi thread lock ya merge hota hay …Khumar is awesome ![]()
Yah Malik Zulfi sb. nay mujhay khiyal dia howa hay :cobra: