Re: Doob gaii hay in main zindagi meri
Hum doob gay hain HH :( ... log bachane ki kartay hain or aap ko wah wah souj rahi hay.
Anwar Bhai ... humain pata nahi tha ke muskan aap ki parrosan hay.
Gkkkkk kia share karain ... doobna??
GS abb nazar na laga dayna.